Kaamil Lyrics by Munawar Faruqui is new Hindi song produced by Shawie. Munawar Faruqui has sung the song “Kaamil". Music composed by Shawie and Kaamil Lyrics written by Munawar Faruqui.
Kaamil song details:
Song: | Kaamil |
Singer: | Munawar Faruqui |
Lyrics: | Munawar Faruqui |
Music: | Shawie |
Cast: | Munawar Faruqui |
Label: | Munawar Faruqui |
Kaamil Lyrics
Teri yaad dilaye tera chehra dikhaye
Aisi likhdu ghazal main koyi
Mai soya ik chain ki neend se
Ab uthna nahi hain
Mera sapna badale na koyi
Tu ho sake toh aaye kabhi aye kabhi aaye
Abhi aaye meri ankhon mein tu toh thehre sahi
Toh din bann jaaye ho samandar mann
Mera uchlhe magan jaise lehre ho koyi
Teri hasraat joh maine ki
Ishq huya hain pehle bhi
Par din dugna behtar lage
Aisa huya pehle kabhi no!
Soh baat joh pehle thi
I like the way you picture me
Teri hasi zeenat
Teri tasveeron mein no-filter please
Duaa hain, tu reh hifazaat
Sang mere humesha hi
Huya hain beete relationship
Mein na khush dono hi
Meri khamoshi kehti
Kya tu bhi bolein ishaaron mein
Khwaish kalandar ki leti
Panha teri he aankhon mein
Haan yaad dilaye tera chehra dikhaye
Mera sab kuch lagta tuhi
Tu ho rahi bechain
Dilo me meri nazam vahi hain
Mera qaafiya radeef bhi tu hi
Tu ho sake toh aaye
Bann hawayein chhuke jaaye
Hum yaha hain meri baahon mein
Tu thehre toh sahi
Yeh mushkilay bhi kya hain
Muskuraye humnava hai
Mere saaye mere maan mein
Andhere na koyi
Ishq kehte jise falsafe mein
Humein sab pata hai jaanam
Mera best day hain teri hasraton mein
Tujhe kya pta hai jaanam
Rabb thak gaya hain meri arziyan bhi
Sunke likhe yeh aamad
Tera itrr bhi koyi
Kuch keh mujhe de raha ijaazat
Na silah mangta duniya se
Joh kar lun mein tumko haasil
Humnava yahan hain kaafi par
Tu he lagta hain kaabil
Mein toh kar raha ibaadat
Tujhko rakhein hifaazat
Tu shamil hain mujhmein aisi aise
Karti tu zindagi kaamil
Teri yaad dilaye tera chehra dikhaye
Aisi likhdu ghazal main koyi
Main soya ik chain ki neend se
Ab uthna nahi hain
Mera sapna badale na koyi
Tu ho sake toh aaye kabhi
Aye kabhi aaye
Abhi aaye meri
Aankhon mein tu toh thehre sahi
Toh din bann jaye ho samandar mann
Mera uchlhe magan jaise lehre ho koyi
Tu karti zid hain
Mein din deta hoon gin ke
Ye dooriya bi sin hain
Yeh intehaan hain phirse
Bismil yeh pal hain
Tu hi mera safar hain
Tu kar yakeen mera
Teri khushi manzil hain
Haan yaad dilaye
Mera sab kuch lagta tuhi
Mera qaafiya radeef bhi tuhi
Post a Comment