Kyun Na Aaye Lyrics - Tejasswi Prakash, Pranav Vatsa latest lyrics 2022

kyun na aaye lyrics

 Kyun Na Aaye Lyrics by Pranav Vatsa featuring Tejasswi Prakash is a new Hindi song. Pranav Vatsa has sung the song “Kyun Na Aaye". Music composed by Vivian Richard and Kyun Na Aaye Lyrics written by Pranav Vatsa.

Kyun Na Aaye song details:

Song:Kyun Na Aaye
Singer:Pranav Vatsa
Lyrics:Pranav Vatsa
Music:Vivian Richard
Cast:Tejasswi Prakash,
Pranav Vatsa
Label:Zee Music Company

Kyun Na Aaye Lyrics


Main dekhu jahan har kahin
Pyar hi pyar hai
Ek tu hi nahi mere paas
Aisa kyun yaar hai

Pyar barasne ka mausam hai yeh
Aur baahein meri murjhaye jaaye

Tu aaye aaye kyun na aaye
Kyun aise mujhe tu sataye
Tu aaye aaye kyu na aaye

Main jee loon tumhein phir zara
Saanson mein aag hai
Aakhri tu hi hai wajah
Aur kya khaas hai

Khwaab sawarne ka mausam hai yeh
Aur neendein meri door jaaye jaaye

Tu aaye aaye kyun na aaye
Kyun aise mujhe tu sataye
Tu aaye aaye kyu na aaye


Kyun aashiqui mein do dil jale hain
Aankhon mein kyun aayi hai nami
Tanhaiyon mein khone lage hain
Yaadon mein tu meri har kahin

Tere jaane se teri khabar tak
Mujhko hai roz jalaye jaaye

Tu aaye aaye kyu na aaye
Kyun aise mujhe tu sataye
Tu aaye aaye kyu na aaye

Jab tak tumhari khushbu
Meri saanson mein hai
Main zinda hoon

Jab talak mere
Guzarte hue lamhon mein
Tumhari yaadein hai
Baatein hai mulakatein hai
Tab talak main zinda hoon


Post a Comment

Previous Post Next Post